{"product_id":"har-man-mein-ek-radha-9798905847738","title":"Har Man Mein Ek Radha","description":"\u003cp\u003e • Author(s): Pooja Kanodia | Shivam Verma\u003cbr\u003e • Publisher: Notion Press\u003cbr\u003e • Publisher Imprint: Notion Press\u003cbr\u003e • BISAC: Hinduism - General\u003c\/p\u003e\u003cp\u003e\u003c\/p\u003e\u003cp\u003eYah pustak keval Radha aur Krishna ki katha nahin hai. Prachin Bharatiya darshan ko aadhunik manovigyan aur aaj ke jeevan ki chunautiyon se jodte hue yah pustak prem, virah, smritiyan, khoi hui mitrataen, bichhad chuke mata-pita, pehla prem, adhure sapne, chhoote hue avsar, bhavnatmak lachilapan, atma-sweekriti, santosh, sambandhon aur jeevan ke arth jaise vishayon par ek nai drishti prastut karti hai.\u003c\/p\u003e\u003cp\u003eYah pustak na to dharmik pravachan hai, na hi keval darshanik chintan.\u003c\/p\u003e\u003cp\u003eYadi is pustak ko padhte-padhte aapko apne jeevan ka koi prasang yaad aa jaye, ya apne bheetar chhipi Radha, Krishna, Meera athva Rukmini ka sparsh mehsoos ho, to samajhiye ki is pustak ne apna uddeshya pa liya.\u003c\/p\u003e\u003cp\u003eKyonki antatah: -\u003c\/p\u003e\u003cp\u003eVrindavan koi sthan nahin hai.Vrindavan man ki vah avastha hai, jahan prem adhikar nahin banta, smritiyan bojh nahin rahti, virah bhi prarthana ban jata hai aur man swayam se milna seekh jata hai.\u003c\/p\u003e","brand":"Notion Press","offers":[{"title":"Paperback","offer_id":48215923359895,"sku":"9798905847738","price":1279.0,"currency_code":"INR","in_stock":true}],"thumbnail_url":"\/\/cdn.shopify.com\/s\/files\/1\/0666\/3471\/1191\/files\/9798905847738.webp?v=1788735042","url":"https:\/\/atlanticbooks.com\/products\/har-man-mein-ek-radha-9798905847738","provider":"Atlantic Books","version":"1.0","type":"link"}