Skip to content

Booksellers & Trade Customers: Sign up for online bulk buying at trade.atlanticbooks.com for wholesale discounts

Booksellers: Create Account on our B2B Portal for wholesale discounts

Har Man Mein Ek Radha

by Pooja Kanodia , Shivam Verma
Save 18% Save 18%
Current price ₹1,279.00
Original price ₹1,559.00
Original price ₹1,559.00
Original price ₹1,559.00
(-18%)
₹1,279.00
Current price ₹1,279.00

Imported Edition - Ships in 18-21 Days

Free Shipping in India on orders above Rs. 500

Request Bulk Quantity Quote
+91
Book cover type: Paperback
  • ISBN13: 9798905847738
  • Binding: Paperback
  • Subject: N/A
  • Publisher: Notion Press
  • Publisher Imprint: Notion Press
  • Publication Date:
  • Pages: 78
  • Original Price: GBP 11.99
  • Language: Hindi
  • Edition: N/A
  • Item Weight: 100 grams
  • BISAC Subject(s): Hinduism / General

Yah pustak keval Radha aur Krishna ki katha nahin hai. Prachin Bharatiya darshan ko aadhunik manovigyan aur aaj ke jeevan ki chunautiyon se jodte hue yah pustak prem, virah, smritiyan, khoi hui mitrataen, bichhad chuke mata-pita, pehla prem, adhure sapne, chhoote hue avsar, bhavnatmak lachilapan, atma-sweekriti, santosh, sambandhon aur jeevan ke arth jaise vishayon par ek nai drishti prastut karti hai.

Yah pustak na to dharmik pravachan hai, na hi keval darshanik chintan.

Yadi is pustak ko padhte-padhte aapko apne jeevan ka koi prasang yaad aa jaye, ya apne bheetar chhipi Radha, Krishna, Meera athva Rukmini ka sparsh mehsoos ho, to samajhiye ki is pustak ne apna uddeshya pa liya.

Kyonki antatah: -

Vrindavan koi sthan nahin hai.Vrindavan man ki vah avastha hai, jahan prem adhikar nahin banta, smritiyan bojh nahin rahti, virah bhi prarthana ban jata hai aur man swayam se milna seekh jata hai.

Trusted for over 49 years

Family Owned Company

Secure Payment

All Major Credit Cards/Debit Cards/UPI & More Accepted

New & Authentic Products

India's Largest Distributor

Need Support?

Whatsapp Us